|
|
Add to: | Music Director(s): R D Burman Lyricist(s): Anjaan Hindi Lyrics maa maa maa....... maara waah ri kismat waah waah -2 waah ri waah ri waah ri waah ri waah ri kismat teri jai jai aakhir teri marji kya hai hamein (kaha laake maara re -2) maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3) haan dang reh gaya dekhake tera -2 yeh humgaama re humgaama, (haay re humgaama -3) haay re haan dang reh gaya dekhake tera yeh humgaama re chaaha toh tha banu kanhaiya bana sudaama re pyaar ki baaji mein dil kho ke -2, main toh sab kuchh haara re kaha laake maara re - (2) maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -4) maara na kahin daana na kahin paani -2 na kahin khaana re haan na koyi hamdam na koyi tagmag re haan na koyi hamdam na koyi sargam, na koyi gaana re bhuk ki aag mein jali jawaani -2 yeh kya rang nikhaara re kaha laake maara re, hamein kaha laake maara re maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3) haan chingaari si chhitake najar se -2 saans mein shole re aah bharu toh dharati kaanpe -2 ambar dole re har aansu jo aankh se tapake -2 ban jaa haay angaara re kaha laake maara re, waaah ri kismat ter jai jai aakhir teri marji kya hai hamein (kaha laake maara re -2) maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3) (sargam) maara maara maara maara maara.. 48 have viewed this page! |
No video avaible
|
||||||||