Add to: | Music Director(s): Shankar-Jaikishan Lyricist(s): Hasrat Jaipuri Hindi Lyrics woh din yaad karo - (2) woh chuup chup ke mila, woh hasna hasaana woh din yaad karo woh din yaad karo - (2) woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo (phirse the aazad hum to chaman mein chand aur suraj hai jaise gagan mein) - (2) ab to ye jeevan hai ulzan ki seema dhadke mera dil ab dheema dheema, woh din yaad karo woh din yaad karo - (2) woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo jab main kali thi (tab hi bhali thi - 2) koi na gam tha (main manchali thi - 2) meri gali se tera gujarna naino ke raste dil mein utarana, woh din yaad karo woh din yaad karo - (2) woh chuup chup ke mila, woh hasna hasaana woh din yaad karo woh din yaad karo - (2) woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo 35 have viewed this page! |
|||||