Add to: | Music Director(s): Anu Malik Lyricist(s): Gulzar Hindi Lyrics wakt kaa saya kisne dala hai - (2) ho rahega jo hone wala hai, jo hone wala hai wakt kaa saya kisne dala hai - (4) din toh yeh bhee gujar jayega par yeh lamha gujarta nahee aag hee aag hee aag hai phir kyun suraj pighalta nahee dag dhone se jate nahee - (2) dard rone se ghatata nahee wakt kaa saya kisne dala hai - (2) nind me sans lete toh hai khwab jage toh mar jate hai bebasee hai badee bebasee apne saye se darr jate hai kaun kisse shikayat kare - (2) jo likha hai woh mit ta nahee wakt kaa saya kisne dala hai - (2) ho rahega jo hone wala hai, jo hone wala hai wakt kaa saya kisne dala hai - (3) ho rahega jo hone wala hai 64 have viewed this page! |
No video avaible
|
|||||||||