|
|
Add to: | Hindi Lyrics ham kis gali ja rahe hain - (2) apna koyee thikana nahee - (2) armano kee anjuman me, besud hain apnee lagan me apna koyee fasana nahee - (2) yeh yi yeh...ooo... - (2) (ek ajnabee sa chehara, rehta hain meree najar me ek dard aa ke thehara din rat darde jigar me) - (2) jagee hain kaisee talab see, yeh aarju hain ajab see lekin kisiko batana nahee - (2) ham kis gali ja rahe hain - (2) apna koyee thikana nahee - (2) (betabiya hain pal pal chhaya yeh kaisa nasha hai khamoshiyo me sada hosh bhee gumshuda hai) - (2) dar dar kaa ghumata hai, mastee me kyun jhumata hai divane dil ne jana nahee - (2) ham kis gali ja rahe hain - (2) apna koyee thikana nahee - (4) 60 have viewed this page! |
No video avaible
|
||||||||