Add to: | Music Director(s): Aadesh Shrivastva Lyricist(s): Amar Makhwana Hindi Lyrics aankhon ne chhede taraane ha aa aa aa... aankhon ne chhede taraane, yeh dil mehakane laga hai yeh dil mehakane laga hai lene lagi saans dharati - (2) ambar dhadkane laga hai - (2) yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai - (2) haan yahin pyaar hai - (4) aankhon ne chhede taraane, yeh dil mehakane laga hai yeh dil mehakane laga hai lene lagi saans dharati - (2) ambar dhadkane laga hai - (2) waadon ki ham ik shamma jalaaye, har ik kasam ko manjil banaaye - (2) aise nikhaare apani wafa ko, (na tum aajmaao na hum aajmaaye -2) aankhon ne chhede taraane - (2) yeh dil mehakane laga hai - (2) khaabon se pyaar ik ghar banaaye, usako mohabbat se hum sajaaye - (2) apani khushi ki leher mein, (deewaare aur khidkiyaan muskuraaye -2) aankhon ne chhede taraane - (2) yeh dil mehakane laga hai - (2) lene lagi saans dharati - (2) ambar dhadkane laga hai - (2) yeh hawaayein bhi mujhase keh rahi hai - (2) haan yehin pyaar hai - (4) 70 have viewed this page! |
No video avaible
|
|||||||||