|
|
Add to: | (chali re sajani chali sajan ke sang sang bajane lage hai dhol gadi cham cham cham) - 2 (rishton ki mehndi aaj lagi hai sajani tere haat main - 3 tu kush rehna bas kush rehna ohh - 2 apane sajana ke sath mein) - 2 rishton ki mehndi aaj lagi hai sajani tere haat main (chanda jaisa mukada payra ghungat jab muskaye ghum uute sajanaka giyara dhup me jaise khil jaye) - 2 mate pe bindiya chamke hatonmein kangana khanke tu chali hai sajani ab to sajan ki khushiya ban ke tu kush rehna bas kush rehna ohh - 2 apane sajana ke sath mein rishton ki mehndi aaj lagi hai sajani tere haat main - 2 (aankhomein aansu lekin dilme hai khushi aaj sab ki ladali ki nayi duniya basi)- 2 babul ye de dunvaye maa ku mamata samjaye tu jis ghar me bhi jaye vo ghar swarg ban jaye (tu kush rehna bas kush rehna ohh - 2 apane sajana ke sath mein rishton ki mehndi aaj lagi hai sajani tere haat main - 2) - 2 36 have viewed this page! |
No video avaible
|
||||||||