FAQ | Advanced Search | Contact us
Register | Forgotten Password?
Lyricing.Com
I Hate Luv Storys - Bahaara Bahaara     print Printer friendly page

Add to: | del.cio.us google furl netscape newsvine rawsugar reddit squidoo stumbled technorati yahoo

tell a friendTell a Friend

Ho tora saajan aayo tore des
badali badara badala saawan
badala jag ne bhes re
tora saajan aayo tore des
soyi soyi palakon pe chalake, mere sapano ki khidaki pe aa gaya
aate jaate phir mere dil ke, inn haathon mein woh khata pakada gaya
pyaar ka lafzon rang hai pyaar ka
bahaara bahaara huwa dil pehali baar ve
bahaara bahaara ke chain toh huwa faraar we
bahaara bahaara huwa dil pehali, pehali baar ve
ho tora saajan aayo tore des
badali badara badala saawan, badala jag ne bhes re
tora saajan aayo tore des

woh... kabhi dikhe jamin pe, kabhi woh chaand pe
yeh... najar kahe use yahaan main rakh loon baandh ke
ik saans mein, dhadkano ke paas mein
haan paas mein ghar banaaye haay bhule le jahaan
bahaara bahaara huwa dil pehali baar ve
bahaara bahaara ke chain toh huwa faraar we
bahaara bahaara huwa dil pehali, pehali baar ve
pritam tore o re saawariyaan, paayal jaise chhanake bijuriya
chham chham naache tan pe badariya ho ho o ho
baadaliya tu barase ghana, barase ghana......

jo... yeh badaliyaan woh chhed de toh chhalake baarishein
woh... de aahatein kareeb se toh bole khaaishein ke aajkal
jindagi har ek pal, har ek pal se chaahe haay jisaka woh huwa
bahaara bahaara huwa dil pehali baar ve
bahaara bahaara ke chain toh huwa faraar we
bahaara bahaara huwa dil pehali, pehali baar ve
soyi soyi palakon pe chalake, mere sapano ki khidaki pe aa gaya
aate jaate phir mere dil ke, inn haathon mein woh khata pakada gaya
pyaar ka lafzon rang hai pyaar ka
bahaara bahaara huwa dil pehali baar ve
bahaara bahaara ke chain toh huwa faraar we
bahaara bahaara huwa dil pehali, pehali baar ve
ho tora saajan aayo tore des
badali badara badala saawan
badala jag ne bhes re
tora saajan aayo tore des

38 have viewed this page!
Rate This Song ( )
No comments.
Navigation
Home
Lyrics
Submit Lyrics
Request Lyrics
Forums
Stats
Total lyrics: 10472
Unapproved lyrics: 0
Total members: 22
Users online
Guests Online: 7
Members Online: 0
 
Copyright 2009 LyricsMantra | | RSS
Page generated in -1328723722.79 seconds

eXTReMe Tracker