|
|
Add to: | Music Director(s): Ustaad Shujaat Husain Khan, Shaarang Dev Pandit Lyricist(s): Amitabh Varma Baarhaan dil mein ik sawaal aaya - (2) aaj socha toh yeh khayaal aaya baarhaan dil mein ik sawaal aaya aaj socha toh yeh khayaal aaya do kadam saath bas chale tum hum hum safar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya teri baaton pe muskuraaye aankhein teri khushbu se gungunaaye saansein mere iss dil ko hai bas ek hi ghum humsafar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya aaj socha toh yeh khayaal aaya do kadam saath bas chale tum hum hum safar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya aaj phir teri yaad aayi hai paas mere meri tanhaayi hai chalo achcha hai tute saare bharam humsafar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya aaj socha toh yeh khayaal aaya do kadam saath bas chale tum hum hum safar toh na the kabhi tum hum baarhaan dil mein ik sawaal aaya 37 have viewed this page! |
|
||||||||