Hungama (1971) - Waah Ri Kismat Waah Waah
Singer(s): Asha Bhosle, Manna Dey
Music Director(s): R D Burman
Lyricist(s): Anjaan

Hindi Lyrics

maa maa maa....... maara
waah ri kismat waah waah -2
waah ri waah ri waah ri waah ri waah ri kismat teri jai jai
aakhir teri marji kya hai hamein (kaha laake maara re -2)
maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3)

haan dang reh gaya dekhake tera -2 yeh humgaama re
humgaama, (haay re humgaama -3) haay re
haan dang reh gaya dekhake tera yeh humgaama re
chaaha toh tha banu kanhaiya bana sudaama re
pyaar ki baaji mein dil kho ke -2, main toh sab kuchh haara re
kaha laake maara re - (2)
maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -4) maara

na kahin daana na kahin paani -2 na kahin khaana re
haan na koyi hamdam na koyi tagmag re
haan na koyi hamdam na koyi sargam, na koyi gaana re
bhuk ki aag mein jali jawaani -2 yeh kya rang nikhaara re
kaha laake maara re, hamein kaha laake maara re
maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3)

haan chingaari si chhitake najar se -2 saans mein shole re
aah bharu toh dharati kaanpe -2 ambar dole re
har aansu jo aankh se tapake -2 ban jaa haay angaara re
kaha laake maara re, waaah ri kismat ter jai jai
aakhir teri marji kya hai hamein (kaha laake maara re -2)
maara re maara maara maara, kaha laake (maara re -3)
(sargam)
maara maara maara maara maara..

/print/Hungama-1971-/501181-Waah-Ri-Kismat-Waah-Waah.html