| |
| Hamrahi (1963) - Woh Din Yaad Karo |
Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Shankar-Jaikishan
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Hindi Lyrics
woh din yaad karo - (2)
woh chuup chup ke mila, woh hasna hasaana woh din yaad karo
woh din yaad karo - (2)
woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo
(phirse the aazad hum to chaman mein
chand aur suraj hai jaise gagan mein) - (2)
ab to ye jeevan hai ulzan ki seema
dhadke mera dil ab dheema dheema, woh din yaad karo
woh din yaad karo - (2)
woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo
jab main kali thi (tab hi bhali thi - 2)
koi na gam tha (main manchali thi - 2)
meri gali se tera gujarna
naino ke raste dil mein utarana, woh din yaad karo
woh din yaad karo - (2)
woh chuup chup ke mila, woh hasna hasaana woh din yaad karo
woh din yaad karo - (2)
woh phoolon ki chhaiyya woh mausam suhana woh din yaad karo |
/print/Hamrahi-1963-/501728-Woh-Din-Yaad-Karo.html
|
|
|
|
| |
|
|
|