Halla Bol - Is Pal Ki Soch
Singer(s): Harsh Deer
Music Director(s): Sukhwinder Singh
Lyricist(s): Dushyant Kumar, Sameer, Mehboob

Hindi Lyrics

na gujre huye pal ki baat kar - 2, na aanewaale kal ki soch
bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch - 3)

jo paana hia woh paana hai, jo khona hai woh khona hai - 2
jo hona hai woh hona hai, phir kis baat ka rona hai
na gujre huye pal ki baat kar, na aanewaale kal ki soch
bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch - 3)

jo aana hai woh aayega, jo jaana hai woh jaayega - 2
lamha jhonka hawa ka hai, koi ise rok na paayega
na gujre huye pal ki baat kar, na aanewaale kal ki soch
bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch - 3)

/print/Halla-Bol/501760-Is-Pal-Ki-Soch.html