Goonj - Lehara Ke Bal Kha Ke Rah Pe
Singer(s): Suraiya
Music Director(s): Sardul Kwatra
Lyricist(s): D N Madhok

Hindi Lyrics

lehara ke bal kha ke rah pe - (2)
aa gaye, aa gaye, aa gaye - (2)
jinako dekh dekh sharmau, aur naa dekhu toh ghabrau
woh jo mere khayalo pe chha gaye, aa gaye - (2)

aa gaye aa gaye aa gaye - (3)
lehara ke bal kha ke rah pe - (3)

tan ke gore man ke kale kale - (2)
jinako mai kahu chor dil kahe bhole bhale - (2)
woh jo thandee aag laga gaye, aa gaye - (2)

aa gaye aa gaye aa gaye - (3)
lehara ke bal kha ke rah pe - (3)

naina unake dhundh rahe hain hamko - (2)
par ham toh dukh denge bada aise balam ko - (2)
woh jo dil kaa chain chura gaye, aa gaye - (2)

aa gaye aa gaye aa gaye - (3)
lehara ke bal kha ke rah pe - (3)

lehara ke bal kha ke rah pe - (2)

/print/Goonj/501924-Lehara-Ke-Bal-Kha-Ke-Rah-Pe.html