Ek Vivaah... Aisa Bhi - Neend Mein Hai
Singer(s): Shaan
Music Director(s): Ravindra Jain
Lyricist(s): Ravindra Jain

Hindi Lyrics

bala ka husn gajab ka, shabaab neend mein hai - (2)
hai jism jaise gulista, gulaab neend mein hai

use jaraasa bhi padh lo toh shaayari aa jaaye - (2)
abhi ghajhal ki mukkamal kitaab neend mein hai - (2)

machal rahi hai mere dil mein did ki hasrat - (2)
woh daale chehare pe neela nakaab neend mein hain - (2)

woh inkalaab uthaata hai leke angadaayi - (2)
sawaal jaaga huwa hai jawaab neend mein hai - (2)

/print/Ek-Vivaah-Aisa-Bhi/502371-Neend-Mein-Hai.html