Duniya (1949) - Hay Yeh Tune Kya Kiya
Singer(s): Suraiyya, Mohammed Rafi
Music Director(s): C Ramachandra

Hindi Lyrics

(hay yeh tune kya kiya mujhe phir yeh kya bata diya
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
hay yeh tune kya kiya) - (2)

hamne toh dil luta diya hamane toh sar jhuka diya - (2)
abb toh jo ho huwa kare -2, hamne toh ghar jala diya
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
hay yeh tune kya kiya

hay yeh tune kya kiya mujhe phir yeh kya bata diya
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
hay yeh tune kya kiya

dil sey jo dil ko rah thee kab woh chhupaye chhup sakee - (2)
hontho ne rok lee hansee aankho ne muskura diya - (2)
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
hay yeh tune kya kiya

hay yeh tune kya kiya mujhe phir yeh kya bata diya
dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
hay yeh tune kya kiya

/print/Duniya-1949-/502587-Hay-Yeh-Tune-Kya-Kiya.html