Doraaha - Yeh Meri Khamosh Nigaahen
Singer(s): Talat Mahmood

Hindi Lyrics

Ye Meri Khamosh Nigaahen
ye Meri Khaamosh Nigaahen, Jalate Aansoo, Thandi Aahen
le Jaa…a…a…a
le Jaa Ye Dil Ka Nazaraana, Bhul Na Jaana Preet Puraani
bhul Na Jaana, Dil Men Basa Ke

aaj Bahaaren Ruth Chali Hai
aaj Bahaaren Ruth Chali Hai, Dil Ki Ummiden Toot Chali Hai
chhalak Rahaa .a..a….a
chhalak Raha, Gham Ka Paimaana,
bhul Na Jaana Preet Puraani
bhul Na Jaana, Dil Men Basa Ke

/print/Doraaha/502680-Yeh-Meri-Khamosh-Nigaahen.html