Dilli Ka Thug - C A T Cat Mane Billi
Singer(s): Kishore Kumar, Asha Bhosle

Ki: C.a.t. Cat, Cat Maane Billi, R.a.t. Rat, Rat Maane Choohaa
arrey Dil Hai Tere Panje Mein To Kyaa Huaa
aa: M.a.d. Mad, Mad Maane Paagal, B.o.y. Boy, Boy Maane Ladkaa
arrey Matlab Iskaa Tum Kaho To Kyaa Huaa) -2

ki: (aaa Aaa Aaa Aa) -2

(ki: Ari Baanvri Tu Ban Jaa Meri, Zaraa Sun Main Kyaa Kahtaa Hoon
aa: Zaraa Dekh Idhar Tujhe Hai Khabar, Tu Hai Kaun Aur Main Kyaa Hoon) -2
ki: G.o.a.t. Goat, Goat Maane Bakri, L.i.o.n. Lion, Lion Maane Sher
arrey Dil Hai Tere Panje Mein To Kyaa Huaa
aa: M.a.d. Mad, Mad Maane Paagal, B.o.y. Boy, Boy Maane Ladkaa
arrey Matlab Iskaa Tum Kaho To Kyaa Huaa

(aa: Lage Taakne Kabhi Aapne, Shishaa Leke Moonh Dekhaa Bhi
ki: Tumhi Ik Nahin Jahaan Mein Hasin, Na Hogaa Koi Ham Saa Bhi) -2
aa: N.o.s.e. Nose, Nose Maane Naak, C.r.o.w. Crow, Crow Maane Kauvaa
arrey Matlab Iskaa Tum Kaho To Kyaa Huaa
ki: Hun Hunhun, C.a.t. Cat, Cat Maane Billi, R.a.t. Rat, Rat Maane Choohaa
arrey Dil Hai Tere Panje Mein To Kyaa Huaa

ki: (aaa Aaa Aaa Aa) -2

ki: Milaa Le Nazar O Jaan-e-jigar, Teraa Kyaa Karegi Duniyaa
aa: Jahaan Se Daro Ye Sochaa Karo, Hamen Kyaa Kahegi Duniyaa
ki: Arrey Milaa Le Nazar O Jaan-e-jigar, Teraa Kyaa Karegi Duniyaa
aa: Jahaan Se Daro Ye Sochaa Karo, Hamen Kyaa Kahegi Duniyaa
ki: B.a.d. Bad, Bad Maane Buraa, B.u.t. But, But Maane Lekin
arrey Dil Hai Tere Panje Mein To Kyaa Huaa
aa: M.a.d. Mad, Mad Maane Paagal, B.o.y. Boy, Boy Maane Ladkaa
arrey Matlab Iskaa Tum Kaho To Kyaa Huaa

/print/Dilli-Ka-Thug-/502957-C-A-T-Cat-Mane-Billi.html