Dil Ki Awaaz - Kavita Krishnamurthy - Bitee Yaade Ho Bitee Yaade
Singer(s): Kavita Krishnamurthy

bitee yaade ho bitee yaade, bitee yaade hay bitee yaade
bitee yaade dila gaya mausam - (2)
dard dil kaa badha gaya mausam
bitee yaade dila gaya mausam - (2)

(jab bhee tanhayee me, (woh yad aaye -2)) - (2)
dil me khushiya -3, saja gaya mausam
dil me khushiya saja gaya mausam
dard dil kaa badha gaya mausam
bitee yaade dila gaya mausam

(aisa lagta hai, (unake aane se -2) - (2)
mere aangan -3, (me aa gaya mausam -2)
dard dil kaa badha gaya mausam
bitee yaade dila gaya mausam

kuchh kahan maine, (kuchh suna unase -2)
sare shikave -3, (mita gaya mausam -2)
dard dil kaa badha gaya mausam
bitee yaade dila gaya mausam
(ek teree yad hain, (meree dhadkan -2) - (2)
wakt aaya -3, chala gaya mausam
dard dil kaa badha gaya mausam - (2)
bitee yaade dila gaya mausam - (2)
dard dil kaa badha gaya mausam
bitee yaade dila gaya mausam - (2)

Buy DVD or CD

Tell A Friend

/print/Dil-Ki-Awaaz-Kavita-Krishnamurthy-/503053-Bitee-Yaade-Ho-Bitee-Yaade.html